Hello, Friend..
Friend Aaj Hum Bitcoin
Crypto Currency Ki Jankari Es Article Me
Lege. Agar Aaj Hum Dekhe To Lagbag 1000 Se Bhi Jada Crypto Currency Puri Would
Me Mojud Hai. Leken Sabse Top Me Bitcoin Hai. Crypto Currency Ko Digital
Currency Bhi Kaha Jata Hai. Bitcoin Ek Digital Currency Hai. Eska Upayog Online
Internet Par Kar Sakte Hai. Bitcoin Kya Hai? Bitcoin Earn Kaise Kare? Bitcoin
Wallet Kya Hai? Es Sab Ki Information Es Article Me Lenge To Chale Aaj Kuch
Naya Shikte Hai.
Bitcoin
Kya Hai?
Aaj Ke Date Me Bitcoin Etna Popular Ho Gaya
Hai. Ki Bit coin Ke Bare Me Har Koi Janna Chata Hai. Bitcoin Ek Virtul Digital
Currency Hai. Jisko Crypto Currency Kaha
Jata Hai. Or Ye Puri Tarha Decentralized Hai. Matlab Koi Bhi Government
Ya Bank Isko Control Nahi Karti Or Naa Hi Koi Dusri Company Ya Koi User Isko
Control Kar Sakta Hai. Bitcoin Ek Digital Currency Hai. Esko Hum Rupees Aur
Doller Ki Tarha Hath Nahi Le Sakte Hai.
Eska Estamal Hum Internet Par Kar Sakte
Hai. Bit coin Ko Hum Paise Aur Doller Ki Taraha Hum Ghar Me Ya Wallet Me Store
Karke Nahi Rakh Sakte Koki Bit coin Nahi Kisi Traha Ka Note Hai. Aur Nahi Kisi Traha Ka Coin Hai. Es liye Bit
coin Ko Hum Sirf Online Hi Estamaal (Use) Kar Sakte Hai.
Bitcoin Ki Sabse
Choti Unit Satoshi Hai. Aur 1 Bit coin
= 10,0000000 (Das Crore) Satoshi Ka
Hota Hai.
Ek Satoshi Ki Price-----------0.00000001
Ki Price 0.0061 (Indian Rupee) Me Hai. Aur 1 Bit coin Ki Price 6,14,356 (Indian Rupee) 8,648 USD Me Hai. (Aaj Ki Date – 20/1/2020)
Jise Indian
Currency Me 1 Rupees = 100 Paisa
Hote Hai. Vaise Hai.10 Crore Satoshi Ka
1 Bit coin Hota Hai.
Bitcoin Ka
Avishkar (Nirmata) Satoshi Nakamoto
Hai. Satoshi Nakamoto Ne 2009 Ko Bitcoin ka Avishkar Kiya Hai. 2009 Me Ese Open
Sources Software Ke Rup Me Ese Jari Kiya Tha. Open Sources Software Ka Matlab
Hai. Eska Use Koi Bhi Kar Sakta Hai. Satoshi Nakamoto Ne Len-Den Ke Liye Bit coin Ka Avishkar Kiya
Tha.
2009
- 10 Me 1 Bitcoin Ka Price Lagbag Kuch 50 Paisa – 0.07 Usd Tha.
To Aaj Us Bitcoin Ki Price Socho Kitni Hoti.
61,4356925
(Indian Rupees) 8648040 Usd – (Date – 20/1/2020)
Bitcoin
Earn Kaise Kare?
App Inr (Rupees )
Deposit Kar Ke Bitcoin Buy Kar Sakte Hai. Bahut Sari Website Hai. Jis Site Par
Aap Account Banake Inr (Rupees) Deposit Karke Aap Bit coin Karid (Buy) Kar
Sakte Hai. Aur Aapne Bitcoin Wallet Me Store Kar Ke Rakha Sakte Hai.
Aap Ptc (Paid To Click) Website Par Adds
Dekhar Bhi Bit coin Earn Kar Sakte Hai. Mining Site Se Bhi Free Me Bitcoin Earn
Kar Sakte Hai. Aur Bhaut Sare Aap Hai Use Dounload Karke Us Par Kaam Kar Ke Bhi
Bitcoin Earn Kar Sakte Hai. Bit coin
Faucet Website Par Register Karke Us Site Par Kaam Karke Bhi Aap Bitcoin Free
Me Earn Kar Sakte Hai.
Bitcoin
Wallet
Bitcoin
Ke Fayede / Upayog.
Bitcoin Len - Den
Karne Ke Liye Kam Fee Lagati Hai. Bitcoin Ko Aap Would Me Kahi Bhi Sell And Buy
Kar Sakte Hai. Wo Bhi Bina Kisi Parshani Ke. Aap Bitcoin Ko Long Term
Investment Kar Ke Bhi Rakha Sakte Hai. Koki Abhi Tak Ke Record Me Bitcoin Ki
Price Bad Rahi Hai. Bitcoin Se Aap Online Shopping (International) Kar Sakte
Hai. Bitcoin Ka Upyog Aap Would Me Kisiko Paisa (Bitcoin) Bejane Ke Liye Ya
Bitcoin Receive Karne Ke Liye Use Kar Sakte Hai. Bitcoin Ka Upyog Payment Karne
Ke Liye Bhi Kar Sakte Hai.
Aapke Pass Store Kiye Huwe Bitcoin Ko Aap Rupees Me
Bhi Convent Kar Sakte Hai. Aur Aapne Bank Account Me Transfer Kar Sakte Hai.
Withdraw Kar Sakte Hai.
Friend Ye Article
Aapko Aacha Laga Ho To Aapne Dosto Ke Sath Facebook,Twitter, Whatsaap Aur
Social Media Site Par Jarur Share Kare Taki Unko Bhi Btcoin Crypto currency Ki Jankari Mile. Ye Article
Aapko Helpful Lagta Ho To Comment Jarur Kare. Milte Hai Agle Article Me New
Jankari Ke Sath…..
No comments:
Post a Comment