Sunday, January 26, 2020

Payeer Wallet Kaise Banate Hai? // How To Create Payeer Account // Payeer Account Kaise Banaye?





Hello Dosto,

          Aaj Mai Aap Sabhi Ko Payeer Ka Account Create Karne Ka Tarika Batane Ja Raha Hu. Dosto Aap Sabhi Ko Payeer Account Create Karne Se Pahile Mai Payeer Account Ke Bare Me Batana Chahata Hu. Payeer Account Kya Hai ? Iska Upayog Kya Hai? Payeer Ka Wallet Kaise Banate Hai ? Aapne Money Payeer  Me Kaise Rakhate Hai ? Online Payment Kaise Karte Hai ? Friend Aap Online Paisa Kamate Hai. To Aapne Payeer Ka Naam Suna Hi Hoga. Yeha Ek Prakar Ka Wallet Hai. Payeer Ek Multi – Currency Electronic Wallet Hai. Jis Me Aap Aapni Money (Paisa) Ko Rakha Sakte Hai. Aur Koi Na Koi Isa Program Hoga Jaha Pe Aapko Eski Jarurat Padi Hogi. Payeer Ki Bahut Hi Powerful Security Hai. Aapki Money (Paisa) Yaha Pe Bilkul Safe Hai. Aur Payeer Jada Tax Bhi Nahi Leta Hai.To Chale Shuru Karte Hai.

Payeer Kya Hai?

          Payeer Ek Online Digital Multi – Currency Electronic Wallet Hai. Jis Me Aap Bahut Prakar Ke Crypto Currency Ko Store Kar Ke  Rakha Sakte Hai. Jise  Ki USD (Dollar), Rub (Russian Ruble), Euro, BTC (Bitcoin), ETH (Ethereum), BCH (Bitcoin Cash), LTC (Litecoin), Dash (Dash Coin),USDT (Usd Tether), XRP (Ripple), Etc. Payeer Wallet Me Aap Crypto Currency Ko Send, Exchange, Or Accept Bhi Kar Sakte Hai. Payeer Wallet Banane Ke Liye Aap Aapne Mobile Phone Ka Bhi Use Kar Sakte Hai.

Payeer Account Create Kaise Kare?

            https://payeer.com/?partner=11717614

          https://payeer.com/011717614

          Sabse Pahile Es Uparwali Link Par Click Karna Hai. Ya Google Chrome Me Type Kare.
          www.payeer.com 


          Link Par Click Karne Ke Baad Aap Create Account Par Click Kare. Sidhe Es Page Par Pahuch Jayenge. 


1)   Your  E – Mail Me Aapni Email Id Type Kare.
2)   Security Code Me Jise Diya Gaya Hai. Vaise Hi Security Code Type Kare.
3)   Rules Par Click Karke Rules Ek Bar Jarur Pade.
4)   Create Account Par Click Kare.
          Ab Aapni Email Id  Open Kare. 


Aapke Email Id Par Payeer Ne Ek Conformation Code Bheja  Hoga. Us Code Ko Copy Kare.



Aur Us Confirmation Code Ko Es Box Me Paste Karna Hai.


Create Account Par Click Karna Hai.
          Aapke Computer / Mobil Screen Par Password Settings Ka Page Khula Hoga. 

1)   New Password Me Aapko Payeer Ki Taraf Se Password Create Kar Ke Diya Hoga. Ye Password Aap Change Bhi Kar Sakte Hai.
2)   Repeat New Password Me Uparwala Seam Password Aapko Type Karna Hai.
3) Secret Word Aapko Ek Secret Word Diya Hoga. Ese Appko Save Karke Rakhana Hai.
4)   Account Name : - Account Name Hi Aapka Payeer Account (Wallet)  Hai. Ye Sab Detail Aapko Save Karke Rakhani Hai. Ya Ek Kagaj Par Likha Ke Rakna Hai. Ab
5)    Next Par Click Kare.
          Aapka Payeer Account Create Ho Gaya Hai.



Ab Aap Es Payeer Wallet Ka Upoyg Digital Currency Ko Send, Exchange, Or Accept Karne Ke Liye Kar Sakte Hai.
          Aapke Computer / Mobil Screen Me Dikhyaa Hua. Password, Account Namber, Secret Word Ko Aapne Save Kiya Hoga.


To Done Par Click Kare.
          Payeer Account Me Aap USD (Dollar), Rub (Russian Ruble), Euro, BTC (Bitcoin), ETH (Ethereum), BCH (Bitcoin Cash), LTC (Litecoin), Dash (Dash Coin), USDT (Usd Tether), XRP (Ripple), Etc Ye Sabhi  Crypto Currency Ko Send, Exchange Or Accept Kar Sakte Hai.

Payeer Account Logut Kaise Kare ?

          Niche Image Me Dikhaye Gaye Logout Symbol Par Click Kare.



Aapka Payeer Account Logut Ho Jayega.

Payeer Account Login Kaise Karte Hai ?

         

Google Chrome Me www.payeer.com Type Karke Search Kare. Site Open Hone Ke Bad Login Par Click Kare. Ek New Page Open Hoga.

1)   Login :- Login Me Aapka Payer Account Number Type Karna Hai.
2)   Password :- Password Type Kare.
3)   Security Code :- Security Code Me Jisa Diya Huwa Hai. Vaise Hi Type Kare.
4) Ab Go To Next Par Click Kare. Ab Aapne Payeer Account Create Karte Samaye Jo Email Aapne Diya Hoga.



Wo Email Open Kare. Us Email Par Ek Confirmation Code Aaya Hai.



Wo Aapko Copy Karke  Confirmation Code Box Me Paste Karna hai.



Aapka Payeer Account Khul Jayega. 
          Aapko Ye Post Pasand Aai Hi. To Share Jarur Kare. Aur Comment Karna Na Bhule. Payeer Account Create Karte Samaye Aapko Problem Aati Hai. To Comment Kar Ke Puche Ya Email Kare. ( email id :- nareshsalvi2020@gmail.com )   Milte Hai Next Post Me.

          Thank You.          

No comments:

Post a Comment

Helpline Number // Customer Care Number // Work At Home //Online Job.

DTH Customer Care Number. // Toll Free Helpline Number. // Tata Sky, Airtel, Dish Tv,Videocon D2h, Sun Direct,Big Tv Customer Care, Toll...