Hello Everyone,
Sabko Mera Namskar. Friends Aapne
Payeer Aacount Create Karna Shika Liya Hai. To Aaj Hum Payeer Account Verified
Kaise Karte Hai. Es Ki Jankari Es Post Me Lenge. Payeer Ek Multi – Currency
Electronic Wallet Hai. Aap Koi Business Ya Online Kam Karete Hai. To Currency
Send, Receive And Exchange Karne Ke Liye Appko Payeer Wallet Ki Jarurat Padti
Hai. Payeer Wallet Se Aap Crypto Currency Ko Send, Exchange, Or Accept Kar
Sakte Hai. Jaise Ki Usd (Dollar), Rub (Russian
Ruble), Ero (Euro), Btc (Bit Coin), Eth (Ethereum), Bch (Bit Coin Cash), Ltc
(Lit Coin), Dash (Dash Coin), Usdt (Usd Tether), Xrp (Ripple). Ye Sabhi
Crypto Currency Ko Send, Exchange Or Accept Kar Sakte Hai. To Chale Aaj Kuch
Naya Shikte Hai.
Sabse Pahile Google Chrome Open Karte
Hai. Aab Type Kare. www.payeer.com Search Kare. Site
Open Hone Par Aap Login Par Click Kare.
1) Login
Me Aapna Payeer Account Number Type Kare.
2) Password
Type Kare.
3) Security
Code Me Jise Dikhaye De Raha Hai Vaise Hi Seam Security Code Type Karna Hai.
4) Go
Next Par Click Kare.
Ab Aapne Payeer Account Create Karte
Time Jo Email Id Diya Hai. Us Email Id Ko Open Kare. Us Email Id Par Ek
Confirmation Code Aaya Hoga.
Ab Aapko Jaise Image Me Dikkhye Gaye
Hai. Vaise Click Karna Hai.
1) Payeer
Account No. Par Click Kare.
2) Go
Par Click Kare.
Aapke Computer / Mobile Par Ek New
Page Open Hoga. Kyc Account Verification Ka. Withdraw Limit For Non Verified Accounts : 2,0oo USD Per Day.
1) Type
Of Account Me Aager Aapka Account Personal Hai. To Personal Par Click Kare. Business
Account Hai. To Business Par Click Kare.
2) Full
Name Me Aapna Pura Naam Type Kare.
3) Date
Of Birth Me Aapni Birth Date Type Kare.
4) Country
Me Aapni Country Select Kare.
5) Address Me Aap Ke Document Me Jo Address Hai. Vohi
Address Aapko Type Karna Hai.
A) Your
Passport Or Id (Choose File) Me Aapna Passport, Driving License, Voting Card,
Ya Pan Card Upload Kar Sakte Hai.
B) Proof
Of Address (Choose File) Me Aap Aapna Aadhar Card Upload Kar Sakte Hai.
6) Send
Par Click Kare.
Appka
Payeer Account One Day Me Verified Ho Jayega.
Payeer Account Ka Password Kaise Change Karte Hai.
1) Settings
Ke Symbol Par Click Kare.
2) Profile
Par Click Kare.
Ab Change Password Par Click Kare. Ek New Page Open Hoga. Ab
1) Your
Password Me Jo Password Hai. O Type Kare.
2) New
Password Me New Password Type Kare.
3) Repeat
Password Me New Password Jo Aapne Password Type Kiya Hai.O Seam Password Repeat
Password Me Type Karna Hai.
4) Modify
Par Click Kare.
Ab
Aapka Password Change Ho Gaya Hai.
Money Exchange To Payeer Wallet.
Exchange Par Click Kare.
1) Select
Account Me Aapke Paas Bitcoin Hai. Aur Bitcoin Ko Aap Dusari Currency Me Change
Karna Hai. To Bitcoin Select Kare.
2) Select
Account Me Aap Dollars Select Kare. Koki Bitcoin Ko Aap Dollars Me Exchange
Karna Cahate Hai. Ya Aapko Jis Currency me exchange karna hai. wo currency select kare.
3) Debit
Me Aap Kitne Bitcoin Ko Echange Kar Rahe Hai. Amount Type Kare.
4) Rate
Me Aaj Ka 1 Bitcoin Ki Price Aapko
Dikhayi Degi.
5) Credit
Me Aapko Aapne Jo Bitcoin Amount Select Ki Hai. Waha Aapko Dollars Me Milenge
For Example Aapne 0.007 Bitcoin Ko Exchange Karna Hai. To Aapko Exchange Karke
64.47 Dollars Milenge.
6) Exchange
Par Click Kare. Aapke Payeer Account Me Jama Ho Jayenge.
Payeer Account Logout Kaise Karte Hai.
Image Me Dikhaye Gaye Logout Symbol
Par Click Kare. Aapka Payeer Account Logout Ho Jayega.
Friends Aaj Ke Liye Itana Hai. Aapko “Payeer Account Verified Kaise Karte Hai”. Post Pasand Aai Ho To
Aapne Dosto Ke Sath Ye Post Social Media Par Jarur Share Kare. “Payeer Account Verified Kaise Karte Hai.”
Es Post Ke Sambandit Aapke Man Me Koi Question Ho To Comments Kar Ke Jarur
Puche. Milte Hai. Next Post Me.
Thank You.
No comments:
Post a Comment