Email ID Kaise Banaye // Gmail Par
Account Kaise Banaye //
How To Create Gmail Account.// How To Create
Google Account.
Namaskar Dosto, Mai
Naresh Appka Mere Blog Par Swagat Karta Hu.Aaj Ham Gmail Me Account Kaise Open
Karte Hai. Ye Step By Step Shikenge.Sabse Pahile .
EMAIL ID
KYA HOTI HAI ?
Email Id Apki Ek Vertual Id Hoti
Hai.Jiski Madad Se Aap Kisi Dusre Ki Email Id Par Message Send Kar Sakte Hai. Internet
Ki Madiyam Se. Jo Email Id Hoti Hai.Usme Hamara Username Hota Hai.Or Akhri Me
Jis Site Par Hamne Email Account Banaya Hai. Uski Link Hoti Hai.Or Donoke Bich
Me @ (At The Rate) Ka Sign Hota Hai.
Email Id Aap Kisi
Bhi Site Par Bana Sakte Hai. Jaise Ki Yahoo, Microshoft,Gmail, Or Aol.Com Par
Jo Ki Bilkul Free Hai.
EMAIL ID KE UPAYOG
Aap Internet Par Kam Karte Hai.Social
Networking Site Par (Facebook, Whatsaap, Twitter), Online Shoping, Bank
Account, Job. Iske Liye Aapke Pass Email Account Hona Jaruri Hai.
CHALYE AB JANTE HAI GOOGLE GMAIL ID KAISE BANAYE ?
Apane Computer Ya
Mobile Par Google Chrome Browser Open Kare. Usme Type Kare. www.gmail.com.
Site Par Click Karke Site Open Kare.
STEP
: 1 :-
1)
Create Account Par Click Kare.
2)
For Myself Par Click Kare.
STEP : 2 :-
Ab Aake Samne Ek Form Kulega. Usme Aapki Puri
Detail Type Karni Hai.
1)
Frist Name : Frist Name Me Aapna Nam
Type Kare.
2)
Last Name : Last Name Me Aapna
Surname Type Kare.
3)
Username : Username Me Aapka Nam Or
Uske Aage 123 Type Kar Sakte Hai. Exp.Aapka Nam Mr.Dhanush Kumar Hai.To Dhanushkumar123
Ya Dhanushkumar2020 Es Parkar Type Kar Ke Aapni Pasand Ki Id Bana Sakte
Hai.Username Hi Aaki Email Id Hogi.
4)
Password : Aapni Pasand Ka Password
Type Kare. Password Aapko Yad Rakhana Hai.
5)
Confirm : Confirm Me Uparwala Sem
Password Type Kare.
Next Par Click Kare.
STEP : 3 :-
1)
Phone Number : Aapna Mobile Number
Type Kare. Es Number Par Otp Ayegi.
2)
Recovery Email Address : Aapke Pass
Dusari Email Id Hai. To Type Kare. Nahi Hai To Black Rakhe.
3)
Your Birthday : Aapki Janam Tarikh
Type Kare.
4)
Gender : Aap Male Hai. To Male Par
Click Kare. Female Hai To Female Par Click Kare.
Next Par Click Kare.
STEP : 4 :-
Verify Your Phone Number.
Send Par Click Kare.
STEP : 5 :-
Verify Your Phone Number.
Ab Aapke Mobile Phone Par Ek 6- Digit Ka
Verification Code (Otp) Aya Hoga. Us Otp Ko Box Me Type Karke Verify Par Click
Kare.
STEP : 6 :-
Get More From Your Number
Yes, I’m In
Par Click Kare.
STEP : 7 :-
Privacy And Terms
Privacy And Terms Aapko Padana Hai.Aur I Agree
Par Click Karna Hai.
STEP : 8 :-
Welcome
Welcome Ka Page Open Hoga. Aapko Next Par Click
Karna Hai.
STEP : 9 :-
Choose A View.
Aapko Comfortable Par Tic Kar Ke Ok Par Click
Karna Hai.
CONGRATULATIONS.
Aapki Email Id Ban Gai Hai.
Ab Aap Email Id Open Karke Email Pad Sakte Hai. Aur
Compose Par Click Karke Email Type Karke Send Kar Sakte Hai.
Aapko Ye Post Helpful Or Useful Lagati
Hai.To Apane Dosto Ke Sath Social Media Par Jarur Share Kare.Thank
You.
123.hp.com |
ReplyDelete123.hp.com/dj3630 |
123.hp.com/setup |
123.hp.com |
123hpsetup |
123.hp.com setup |
123hp.comsetup |
www.123.hp.com/setup |
123hp |
123.hp.com |
123.hp.com/dj3630 |
123.hp |
123 hp |
123.hp.com |
123.hp.com/dj3630 |