Tuesday, August 27, 2019

Url Shortener Se Paise Kaise Kamaye // Work at Home // Online Job.



        URL SHORTENER SE PAISE KAISE KAMAYE?
    HOW TO SHORTEN A LONG URL? WROK AT HOME.

               Hello, Dosto Namaskar,Kaise Hai Aap. Muje Asha Hai. Ki Aap Log Fit And Fine Honge! Dosto Aaj Hum Es Article Me Url Shortener Kay Hai? Url Shortener Se Paise Kaise Kamaye Jate Hai.Iski Jankari Es Article Me Lenge. To Chale Suru Karte Hai.
URL SHORTENER KAY HAI?
               Url Shortener Yek Website Hoti Hai.Jo Kisi Bhi Bade Web address (Url) Ko Chhota Karti Hai.Bade, Bade Url Hum Url Shortener Website Ki Madad Se Chhote Kar Sakte Hai.Chhote Url Hum Asani Se Yad Bhi Rakh Sakte Hai.
Url Short Karke Aapne Dosto Ko Whatsapp,Facebook,Twitter Par Share Karke Paisa Bhi Kama Sakte Hai. To Chale Shikhate Hai Step By Step.
 URL SHORTENER WEBSITE.
6)    https://zee.gl/ref/nareshsalvi2020
               Upar Di Gayi Kisi Ek Url Shortener Website Par Click Karke Open Kare. .Ya Google Chrome Me Type Kare. “Url Shortener Se Paisa Kaise Kamaye.” Search Kare.Apko Bahut Sari URL Shortener Website Mileg.
STEP :- 1
                Sabse Pahile Aapko Join Now (Sign Up,Register,Create Account) Par Click Karna Hai.Yek Form Kulega.  
1)    Your Name :- Aapna Pura Nam Type Kare.
2)    Username :- Username Me Aapna Nam Type Karke Uske Age 1234 Kuch Bhi Type Kar Sakte Hai.

3)    Email :- Aapna Email Id Type Kare. Es Email Id Par Ek Activation Mail Ayeg.
4)    Retype Email :- Uparwala Same Email Type Karna Hai.
5)    Account Type :- Link Shrinker Par Tic Kare.
6)    Passwords :- Passwords Type Kare.
7)    Retype Passwords :- Same Uparwala Passwords Type Karna Hai.
8)    Type The Text :- Me Jo Captcha Diya Hai Wo Type Karna Hai.
9)    I Agree To The Terms And Condition – Par  (Tick) Kare.
10) Join Par Click Kare.

STEP :- 2
               Email Check Kare.

               Ab Aapke Email Id Ke Spam Folder Me Ek Account Confirmation With Adf.Ly Ka Mail Aaya Hoga. Us Ko Open Kare.
1)    Activation Key Ko Copy Kare.

2)    Confirmation Webpage Link Par Click Kare.

3)    Confirmation Key Ko Box Me Past Kare.
4)    Confirm Registration Par Click Kare.
STEP :- 3
                Ab Apko (1) Email Id Aur (2) Password Type Karke 
(3) Log In Par Click Karna Hai. Ab Appki Screen Par Adf.Ly (Url Shortener) Ka Account Open Hoga.
STEP :- 4
                 Youtube Se URL Link Copy Kare.Adf.Ly Ke Box Me Paste Kare.
1)    Shrink Par Click Kare.

2)    Link Ko Copy Kare.

                Youtube Se New Movie,,New Hndi Movie Songs,,Hindi Movie Old Songs, Funny Videos, Viral Videos,, Ka Url Link Youtube Se Copy Kake Wo Url Link Url Shotener Website Me Short Karke. Apne Dosto Ko Facebook Whatsapp,Twitter Par Share Karke Paisa Kama Sakte Hai  Apka Koi Bhi Friends Us Link Par Click Karta Hai. To Apki Earning Hogi.
                Ya Koi News Aapne Friends Ko Share Karni Hai To Us News Ka Video, Ya Us News Ka Url (Link) Aapko Copy  Karke Url Shortener  Website Ki  Box Me Paste Karna Hai. Aur ‘Shrink ‘ Par Click Karna Hai. Ab Wo Short Url (Link) Copy Karke. Aapke Dosto Ko Whatsapp, Facebook, Twitter Par Share Kare.Agar Koi Bhi Friends Us Link (Url) Par Click Karta Hai. To Ise Aapki Earning Hogi.
STEP :- 5

1)    Referral Par Click Kare.

  
2)    Referral Program Box Me Apki Referral link Ko Copy Kare.
                Aapne Dosto Ko Refearrals Link Share Karke Bhi Earning Kar Sakte Hai. Apni  Referrals Link Copy Karke  Dosto Ko Share Kare Aapka Koi Bhi Dost Us Link Par Click Karke Account Banata Hai Aur Us Url Shotener  Website Par Kam Karta Hai. To Uske Sath Aapki Bhi Earning  Hogi.
STEP :- 6
                Withdral :- Aapke Account Par 5 Dollars Jama Ho Jate Hai. To Aap Paypal , Payoneer Se Aapke Bank Account Par Transfer Kar Sakte Hai To Dosto Url Shortener Website Par Account Banake Aapni Earning Start Kare. Milte Hai. Agle Blog (Article) Me. Buy ..Thank You..

No comments:

Post a Comment

Helpline Number // Customer Care Number // Work At Home //Online Job.

DTH Customer Care Number. // Toll Free Helpline Number. // Tata Sky, Airtel, Dish Tv,Videocon D2h, Sun Direct,Big Tv Customer Care, Toll...