Hi Friends…
Kaise Hai Aap. Aaj Ham
Best Free Email Account Website Ki Jankari Lenge Jis Website Par App Binkul
Free Me Aapni Email Id Bana Sakte Hai.Friends Jise Hame Har Kam Ke Liye Mobile
Number Ki Jarurat Padti Hai. Usi Prakar Har Kaam Ke Liye Email Id Ki Bi Jarurat
Padti Hai. To Chale Suru Karte Hai.
1)
Gmail
:- Shayed Hi Koi Isa Hoga. Jo Gmail Ke Bare Me Nahi Janta Ho Gmail Google Ki
Free Email Service Hai.
(website :- https://www.gmail.com)Jo Ki Duniya Bhar Me Popular Hai. Aur Free Me Email Seva Deti Hai. Gmail 2004 Ko Launch Ki Gai Hai. Gmail Ke 1.4 Billion Users Hai. Gmail Har User Ko 15 GB Free Storage Space Deti Hai.
2)
Yahoo
:- Gmail Ke Bad Yahoo Dusre Number Par Atta Hai Yahoo Ek Bharosemad Free Email
Seva Hai.
(website :- https://www.yahoo.com)Ye 1997 Me Launch Ki Gai Hai. Iske 225 Million Users Hai. Yahoo Aapne Users Ko 1 TB Storage Space Free Me Deti Hai.Yahoo 27 Language Me Available Hai.
3)
Outlook/Hotmail
:- Outlook Mail Duniya Ki Sabse Badi Company Microsoft Ki Free Email Services
Hai.
(website :- https://www.outlook.live.com)Jo Ki Gmail Aur Yahoo Ki Taraha Barosemand Free Email Seva Pradhan Karti Hai Hotmail 2012 Ko Launch Hui Hai. Outlook Par User Ko 15 GB Free Storage Space Milti Hai. Outlook 106 Languages Me Available Hai.
4)
Aol
:-
Aol Ek Free Email Service Provider Hai.Aol America Ki Ek Company America Online
Ki Free Email Service Site Hai.
(website
:- https://www.aol.com) Aol 2004 Ko Launch Hui Hai. Aur Iske 24 Million Users Hai. Aol 54 Languages Me Available Hai. Aol Apne Users Ko Unlimited Storage Free Deti Hai.
5)
Mail.Com
:- Mail.Com Ek Free Email Website Hai. Ye
1995 Ko Launch Ki Gai Hai.
(website :- https://www.mail.com) Mail.Com English,French,Portuguese, Spanish, Russian Aur Romanian Language Me Available Hai. Ye Users Ko 65 GB Free Email Storage Deti Hai.
6)
Yandex
Mail
:- Yandex Mail Ek Free Email Service Hai. Ye 2000 Ko Launch Hui Hai.
(website :- https://mail.yandex.com)Yandex Users Ko 10 GB Free Storge Space Deti Hai. Seven Language Ko Support Karti Hai.
7)
Zoho
Mail
:- Zoho Mail Ek Free Email Service Hai.
(website
:- https://www.zoho.com)
Ye Aapne Users Ko 5 GB Storage Free Deti Hai.
8)
Gmx
Mail
:- Gmx 1997 Ko Launch Ki Gai Ek Free Email Service Hai. Iske 11 Million Active
Users Hai.
(website :- https://www.gnx.com)Gmx Mail Aapne Users Ko 65 GB Storage Free Space Deti Hai. Gmx German, English, Spanish Aur French Language Ko Support Karti Hai.
9)
Proton
Mail
:- Proton Mail 2014 Ko Launch Ki Gai Ek Free Email Seva Hai. Iske 10 Milion
Users Hai.
(website : - https://protonmail.com)Proton Mail English, Spanish, German, French, Italian Japanese,Dutch,Polish, Portuguese, Romanian, Rassian,Turkish Aur Ukrainian Language Ko Support Karti Hai. Ye Par Users Ko 500 MB Free Email Storage Deti Hai.
10) Inbox Mail
:- Inbox Mail Ek Free Email Seva Hai.
(website
:- https://inbox.com)Lekin Google Dowara 2 April 2019 Ko Band Kar Di Gai Hai.
11) Radiff Mail
:- Rediff Mail 1996 Ko Launch Ki Gai Ek Free Email Service Hai.Iska Headquarters
Mumbai Me Hi.
(website : - https://mail.rediff.com)Rediff Mail User Ko 1 GB Storage Space Free Deti Hai.
12) Tutanota Mail
:- Tutanota Mail Ek Free Aur Secure Without Ads Email Service Hai.
(website :- https://tutanota.com)Tutanota User Ko 1 GB Free Storage Deti Hai. 2011 Ko Launched Ki Gai Hai.Tutanota Ke 2 Milion Users Hai.
13) Lycos Mail :- 1994
Me Launch Ki Gai Lycous Mail Ek Free Email Seva Hai. Iska Headquarters United
States Me Hai.
(website :- https://www.mail.lycos.com)Ye Aapko 3 GB Free Email Storage User Ko Deti Hai.
14) Trashmail :-
Ttrashmail 2002 Ko Banai Gai Ek Free Email Seva Hai.
15) Hashmail :-
Hashmail 1998 Ko Suru Ki Gai Ek Free Email Service Hai.
(website :- https://www.hushmail.com)Headquarters Canada Me Hai.Hashmail Ka Annual Plan $ 49.98 Ka Hai.Es Me Aapko 10 GB Free Storage Space Milta Hai.
16) Email On Deck.Com
:- Emailondeck.Com 2015 Ko Suru Ki Gai
(website
:- https://www.emailondeck.com)Ye Ek Free Temporary Email Service Hai.
17) Mail.Ru
:- Mail.Ru Russian Internet Company Ne 1998 Ko Start Ki Gai Free Email Service
Hai.
(website :- https://mail.ru)Ye Aapko Unlimited Storage Provides Karti Hai.
18) Webmail.Co.Za
:- Webmail.Co.Za Ek Free Email Service Hai.
(website :- https://www.webmail.co.za)Ye 10 GB Storage Space Free Me Users Ko Deti Hai.
19) Fastmail.Com
:- Fastmail 1999 Me Launch Ki Gai Email Service Hai.
(website :- https://www.fastmail.com)36 Languages Me Available Hai. 2 GB Ka Storage Space Per User Ko Deti Hai.
20) Mail2world.Net
:- Mail2world.Net Site Par Aap Free Me Email Account Open Kar Sakte Hai.
(website :- https://www.mail2world.com)Ye Aapko 25 GB Ka Free Storge Space User Ko Deti Hai.
21) Vfemail.Net
:- Vfemail 2001 Me Launch Ki Gai Hai.
(website
:- https://www.vefemail.net)Ye Appko 10 MB Ka Free Storage Space User Ko Deti Hai.
Ye Article
Appko Kaisa Laga Comment Kare. Aapne Friends Ke Sath Article Jarur Share Kare.
Unko Bhi Best Free Email Website. Ke
Bare Me Jankari Mile. To Milte Hai Next Article Me.
No comments:
Post a Comment