Hello Dosto,
Aaj Mai Aap Sabhi Ko Payeer Ka
Account Create Karne Ka Tarika Batane Ja Raha Hu. Dosto Aap Sabhi Ko Payeer Account
Create Karne Se Pahile Mai Payeer Account Ke Bare Me Batana Chahata Hu. Payeer Account
Kya Hai ? Iska Upayog Kya Hai? Payeer Ka Wallet Kaise Banate Hai ? Aapne Money
Payeer Me Kaise Rakhate Hai ? Online Payment
Kaise Karte Hai ? Friend Aap Online Paisa Kamate Hai. To Aapne Payeer Ka Naam
Suna Hi Hoga. Yeha Ek Prakar Ka Wallet Hai. Payeer Ek Multi – Currency
Electronic Wallet Hai. Jis Me Aap Aapni Money (Paisa) Ko Rakha Sakte Hai. Aur Koi
Na Koi Isa Program Hoga Jaha Pe Aapko Eski Jarurat Padi Hogi. Payeer Ki Bahut
Hi Powerful Security Hai. Aapki Money (Paisa) Yaha Pe Bilkul Safe Hai. Aur Payeer
Jada Tax Bhi Nahi Leta Hai.To Chale Shuru Karte Hai.
Payeer Kya Hai?
Payeer Ek Online Digital Multi –
Currency Electronic Wallet Hai. Jis Me Aap Bahut Prakar Ke Crypto Currency Ko
Store Kar Ke Rakha Sakte Hai. Jise Ki USD
(Dollar), Rub (Russian Ruble), Euro, BTC (Bitcoin), ETH (Ethereum), BCH
(Bitcoin Cash), LTC (Litecoin), Dash (Dash Coin),USDT (Usd Tether), XRP
(Ripple), Etc. Payeer Wallet Me Aap Crypto Currency Ko Send, Exchange, Or
Accept Bhi Kar Sakte Hai. Payeer Wallet Banane Ke Liye Aap Aapne Mobile Phone
Ka Bhi Use Kar Sakte Hai.
Payeer Account Create Kaise Kare?
Sabse Pahile Es Uparwali Link Par
Click Karna Hai. Ya Google Chrome Me Type Kare.
Link Par Click Karne Ke Baad Aap Create Account Par Click Kare. Sidhe Es Page Par
Pahuch Jayenge.
1)
Your E
– Mail Me Aapni Email Id Type Kare.
2)
Security
Code Me Jise Diya Gaya Hai. Vaise Hi Security Code Type Kare.
3)
Rules Par Click Karke Rules Ek Bar Jarur
Pade.
4)
Create Account Par Click Kare.
Ab Aapni Email Id Open Kare.
Aapke Email Id Par Payeer Ne Ek Conformation Code Bheja Hoga. Us Code Ko Copy Kare.
Aur Us Confirmation Code Ko Es Box Me Paste Karna Hai.
Create Account Par Click Karna Hai.
Aapke Computer / Mobil Screen Par Password
Settings Ka Page Khula Hoga.
1)
New Password Me Aapko Payeer Ki Taraf Se
Password Create Kar Ke Diya Hoga. Ye Password Aap Change Bhi Kar Sakte Hai.
2)
Repeat New Password Me Uparwala Seam Password
Aapko Type Karna Hai.
3) Secret Word Aapko Ek Secret Word Diya Hoga. Ese
Appko Save Karke Rakhana Hai.
4)
Account Name : - Account Name Hi Aapka Payeer
Account (Wallet) Hai. Ye Sab Detail
Aapko Save Karke Rakhani Hai. Ya Ek Kagaj Par Likha Ke Rakna Hai. Ab
5)
Next
Par Click Kare.
Aapka Payeer Account Create Ho Gaya Hai.
Ab Aap Es Payeer Wallet Ka Upoyg Digital Currency Ko Send, Exchange, Or Accept Karne Ke Liye Kar Sakte Hai.
Ab Aap Es Payeer Wallet Ka Upoyg Digital Currency Ko Send, Exchange, Or Accept Karne Ke Liye Kar Sakte Hai.
Aapke Computer / Mobil Screen Me Dikhyaa
Hua. Password, Account Namber, Secret Word Ko Aapne Save Kiya Hoga.
To Done Par Click Kare.
Payeer Account Me Aap USD (Dollar), Rub (Russian Ruble), Euro, BTC (Bitcoin), ETH (Ethereum),
BCH (Bitcoin Cash), LTC (Litecoin), Dash (Dash Coin), USDT (Usd Tether), XRP
(Ripple), Etc Ye Sabhi Crypto
Currency Ko Send, Exchange Or Accept Kar Sakte Hai.
Payeer Account Logut Kaise Kare ?
Payeer Account Login Kaise Karte Hai ?
Google Chrome Me www.payeer.com Type Karke Search Kare. Site Open Hone Ke Bad Login Par Click Kare. Ek New Page Open Hoga.
1)
Login :- Login Me Aapka Payer Account Number
Type Karna Hai.
2)
Password :- Password Type Kare.
3)
Security Code :- Security Code Me Jisa Diya
Huwa Hai. Vaise Hi Type Kare.
4) Ab Go To Next Par Click Kare. Ab Aapne Payeer
Account Create Karte Samaye Jo Email Aapne Diya Hoga.
Wo Email Open Kare. Us Email
Par Ek Confirmation Code Aaya Hai.
Wo Aapko Copy Karke Confirmation Code Box Me Paste Karna hai.
Aapka Payeer Account Khul Jayega.
Wo Aapko Copy Karke Confirmation Code Box Me Paste Karna hai.
Aapka Payeer Account Khul Jayega.
Aapko Ye Post Pasand Aai Hi. To Share
Jarur Kare. Aur Comment Karna Na Bhule. Payeer Account Create Karte Samaye
Aapko Problem Aati Hai. To Comment Kar Ke Puche Ya Email Kare. ( email id :- nareshsalvi2020@gmail.com ) Milte Hai
Next Post Me.
Thank You.